Anannt chturdashi
Pareshan parv ke antim din anant chturdashi manayi jaati hi. Is din ka bda hi mahatv hi. Chturdashi ke din jain log Pooja, path karke vrat rakhte hi. Or Phir Shaam ko mandir me kalash hote hi. Chturdashi ke vrat ke peeche jain dharm me ek kahani hi, jo is prakar hi.... ..
Shri Anannt vrat katha
Kha jata hai ki jamboo deep ke aarya khand me koshal desh ki ayodhya Nagar ke padma khand gaanv me ek daridra brahman apani patni or potriyon ke sath rahata tha. Vh anpadh or gareeb brahman bhiksha maang kr apna pet paalta tha. Ek baar vh Nagar se bahar ja raha tha to use gyat hua ki log Shri Anannt bhagwan ke smasarn me ja rhe hi to vh bhi apni patni shit vha gya. Shree mukh se divya dhani sunkr use smyak darshan hua or usne abni sadhi bhoori aadaton ka tyag kr diya. Phir usne poocha ki meri gareebi kese door hogi,to use Anannt chturdashi ka vrat karne ko kha gya. Usne bhi patni sahi ye vrat vidhi poorva kiya or Phir uska udhapan kiya or uchit daan dharm kiya. Ease uski gareebi door hui or vh sukh se jeevan bitane Lga . Uske Saath hi bhut se logo ne dhi esa hi kiya. Baad me brahman or uski patni ne sanyas liya or svrg gye. Annt me unhe sadgati prapt hui.
Jese us brahman ko sadgati hui vse hi jo is vrat ko karta hi use bhi sdgati hoti hi.
0 Comments