Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

Gandhi ji ki books & journals


       Rashtrapita mahatma Gandhi ne 7 pustaken likhi. Saath hi bhagavat geeta ka gujatari me anuvaad kiya . Jo nimn hi... ... .
  • Hindi swaraj :-   1909 me kildonan jahaj pr likhi. Yh mool roop se gujatari me hi. Esme
    aadhunik sudhar ki sakht vyakhya ki gyi hi. Swarajya ki tasveer esme khdi ki hi. 
  • Satyagraha in south Africa :-  esme unhone bataya hi ki kis tarah 8 years baad satyagrh ki ladai poori hui  , & south Africa me base Indians ko shanti mili.  21 years rahane ke baad July 1914 me vh India ke liya vhan se nikale. Vhan rahakr unhone jeevan ke lakshya ko samjha. 
  • The story of my Experiment with truth :-   1925 me pahli baar prakashit hui. Eske five part hi, first three part  first volume me jisme unhone apane birth, childhood, Baal vivah, dukhad prasang, apni pasand, school, study, sansar pravesh, experience, kisse, aadi likhe hi. Or second . ... 
  • The story of my Experiment with truth vo. 2 :- me last 4-5 part  hi jisme ahinsa, self purification, apne geevan ke anubhav, navgeevan, young India, vrat, Satyagraha ke birth, indian opinion, kheda satyagrh aadi ke baare me likha hi.
  •  Mangal prabhat :-  yh ek pravachan sangrh hi. Jo ki prbhat me likhe jate the so is sangrha ka Naam Mangal prabhat rakha.
    Esme satya, ahinsa , aprigraha, asprashyata, namrata, swdeshi, avasaad, ke baare me likha hi. 
  • Rachnatmak karyakram :uska rahasya or sthan :-  Rachnatmak karyakram & sa vinaya kanoon bhang ke beech kya sambandh hi & Rachnatmak karyon ka amal kese ho is baare me lekha  hi. 
  • Aarogya ki kunji:- esme svasthya rahane  ke liye kya karna chahiye is subject pr likha hi. Isme shareer, hava,  paani, khurak, aadi ke baare me likha hi
Anaasaktiyog :-yh bhagavat geeta ka anuvaad hi. 1929me iski bhoomika likhi thi.
           Eske alava adhik logon tak aape vichar pahunchane & unke vichar janne ke liye inhone kuch patra - patrikao ka  bhi prakashan kiya. Taki adhik se adhik logon tk unki pahuch ban ske........
  • Journal by Gandhi :-
  • Indian opinion part - 1 :-1903 ne first sanskaran prakashit. 
  • Golden number
  • Indian opinion part - 2:-
  • Navajivan:- 1919 me pahla sanskaran prakashit. 
  • Young India :-1919 me pahla sanskaran prakashit . 
  • Harijan :-1932
  • Harijan sevak:- 1933 hindi me. 
  • Harijan bandhu :- 1933 gujarati
संदर्भ -  चित्र गूगल से, gandhiheritageportal.org, विकिपीडिया , भारत का स्वतंत्रता संग्राम - विपिन चंद्र, आधुनिक भारत का इतिहास - यशपाल, ग्रोवर।

Post a Comment

0 Comments