Some interesting fect about Gandhi ji
- Gandhiji ka poora Naam mohan daas karamchand Gandhi tha.
- Unke dadaji ka Naam Uttamchand gandhi / ota baba tha.
- Pita ka Naam karam chand Gandhi / kaba Gandhi tha. Or tauji tulsidas Gandhi the.
- Gandhi ji ke 2 brother - laxmidas /kalidas, and karsandas, & ek bahan raliyalben / gokiben the.
- Unke char putra harilal, manilal, ramdas, & devdas, the
- Jamana Lal bajaj unke panchva putra kahate the.
- January 1915me south Africa se Bharat aana hua
- Champaran Satyagraha ke saphal netratv ke baad ravindra nath tegor ne 'mahatma ' ki upadhi di.
- 1921 me shareer ke smooch vastra tyag kr keval langoti dharan ki.
- 1924 me belganv me hue akhil bharteeya rashtriya congress adhiveshan ki adhyashta mahatma Gandhi ne ki.
- 1930 ke savinaya avgya aandolan ke samaya hi north west seema ke kabailiyon ne Gandhi Ko 'malang baba' kha.
- 1930 ko Gandhi ji ne sabarmati aashram (ahamdabad ) ko chodte hue pratigya li ki jb tk svrajya nhi mil jata aashram vapas nhi aaunga.
- Phrenkores Naam ke British vyakti ne second round table conference ke time Gandhi Ko adh nagna phkeer' kha.
- Vinstal charchil ne 'desh drohi phkeer kha tha '.
- 1934 me Gandhi ji sakreeya rajneeti se alag se ho gye.
- Parali baar subhash chandra bose ne unke liye 'rashtrapita' shabd ka prayog kiya.
- Ve lagbhag 7 years jail me rhe.
- Gandhi ji ka birth day 2 October ko 'Antarrashtriya ahinsa divas' ke roop me manaya jata hi.
0 Comments