Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

Svtantrata senani Jai narayan vyas


     
                         
Jai narayan vyas
18/2/1899-14/3/1963

Lakkad ke kakka, sher e rajasthan, massab, dhun ke dhuni, loknayak aadi Naam se prsiddh & 2 baar rajasthan ke mukhya mantri rha chuke Jai narayan vyas ek kavi, writer ,ptrakar, samaj sidharak ke Saath hi svtantrata senani  bhi the. Vh rajasthan ke third mukhya mantri the. Unka
  • Pratham karyakaal . .26/4/1951-3/3/1954 
  • Doosra karakaal-1/11/1952-12/11/1954
  • Rajya sabha sadasya.... 20/4/1957-2/4/1960 till his death 
  • Birth.......... 18/2/1899
  • Birth place.. Jodhpur, Rajasthan
  • Father's name ... ... Pandit sewaramji vyas
  • Mother's name. ...... Mrs. Gopi devi
  • Education........ ......... Metriculetion
  • Death......... 14/3/1963
  • Death place.. New Delhi
  •  Rajneetik dal... Bhartiya rastriya congres 
  • Dharm..... .. . .... Hindu (brahman)
  •  Children ........ 4
  • Jai narayan vyas ji ko marvad me rajneetik jagan ka janak kha jata hi lekin inki krm shali byavar (ajmer) thi. 
  • Vyas ji ne jodhpur me Jai kanya vidhyalaya ki sthapna ki
  • 1920 me of "marvad seva sangh" ki sthapna Jai narayan vyas, chand mal surana, & durga shankar ne milkar ki. 
  • Inke  sahyog se marvad lok parishad dvara "marvad ki avastha" , & "popa baai ki pol" namak book prkashit ki. 
  • Jai narayan vyas 1927 me "tarun rajsthan "patra ke smpaadak bane. 
  • Chandmal surana dara 1918 me sthapit marvad hitkarini sabha ka  1924 me dubaara gathan Jai narayan vyas ne kiya. 
  • English me" peep" namak news paper  ka sampadan kiya. 
  • Unhone "marvad ke uttardayi shasak" namak book likhi. 
  • 1932 me vyas ji ne "aagi baan /agni baan" namak first rajasthani bhasha ka samachar patra ajmer se prakashit kiya. 
  • 1936me Mumbai Se "akhand Bharat" deenik patra nikala.
  • Jodhpur me Jai narayan vyas university inhi ke Naam pr Banayi gyi hi. 




Post a Comment

0 Comments